25 thoughts on “Mobile Number Se Bank Holder Ka Naam Kaise Pata Kare 2022 में”

    • Aap Bank mein pahle to apni e transaction history dikhayen aur uske bad Bank Mein Ek complaint application Dal den aur agar aap ka balance Kafi Samay pahle ktta hoga to aapko balance nahin Milega aur agar aap ka balance abhi hal filhal mein ktta hoga to maybe paise return ho jaaye

      Reply
  1. Sir, mujhe lon dene ke naam pr mujse 93500 rupye leye , or in ka Kahna hai, ye account verified hai, or ab tk mera lone mujhe nhi mila, or mujhe lagta hai na milega , or uska account no mere paas hai, axis bank ka , to mai apna paisa kaise return krva sakta hu sir , plz bataeye

    Reply
    • Mamle mein aapko Apne Bank ke Branch mein jana chahie aur vahan per Puri problem ko batana chahie Iske alava koi bhi solution Nahin Hai

      Reply

Leave a Comment