Jio PUK code kaise khole -How To unlock jio puk code

Aaj ke article main aap ko bataya gaya hai agar aap ki Kisi bhi sim mein PUK Code lag Jaye tab paise Kis Tarah Se aap Sahi kar sakte hain
Sabse Pehle Jante Hain puk code kis Tarah Se lag jata hai
puk code aapke mobile mein galat pin dalne ki wajah se lag jata hai ya phir kahin ki security ke liye ham puk code laga lete hai or baad me bhul jate hai , phir se puk code mangta hai agar Hum 10 Baat Se Jyada galat PUK code daal dete hai hamara Puk Block Ho jata hai …

Chaliye Jante Hain Kisi bhi sim Main Agar puK code Lag Jaye to Hame kya karna chahiye OR agar Hamari sim block ho jaye tab kya karna chahaiye

Jio PUK code unlock | jio puk code kaise khole | jio sim puk

Uske baad Kisi bhi number Call Karna hai
18008899999
(Kisi bhi company ke number se call kare )
Agar aapke pass Jio Number ki koi or sim hai tab aap 199 par ya 198 par call kar sakte hai or customer care se puk code puk sakte hai
Jab aap iss number par call karenge bolega wlccome to jio hindi ke liye 1 dawaye 1 press kar dena hai
2- aapko apna jio number dalne ke liye bolegi number Daal Ke 1 press kar dena hai usake baad fir se 1 press kar dena hai fir 5 press kar dena hai fir 1 fir bolegi hamare Salahakar se baat karne ke liye 9 dabaye to aapko 9 dawa dena hai 9 dawane ke baad aapki kisi jio customer care se baat hogi usko apna jio wo number bata dena hai jis number par puk code laga hai or fir wo aapse aapko puch sakta hai ki sim kisike naam par hai or Jiske name ki sim hai unaka date of birth or sim ke piche likha number bhi puch sakta hai. jab aap sab sahi bata dete hai to wo aapko PUK Code Number bataye ga


Us puk code ko Apne sim me puk code laga hai usame daal dena hai fir new pin change karke dalne ke liye bolega to aapko Ager aapko Pin pata hai aapne kabhi change kiya wo daliya aapko wo pin or puk code dono customer care bale bata dege waise by default JiO SIM pin 0000 or 1234 Rahata hai…use use kar sakte hai
Default sim pin For Jio
0000 or 1234

Ye code aapko baad me dalna hota hai jab aap customer care se apna puk code le lete hai enter karne ke baad 4 digits PIN puchata hai waha par aap 0000 ya 1234 daal sakte hai…..Isko puk code samjhane ki galati na kare

*Ager aapne 10 baar se jayda Jio Sim Me wrong pin daal diya to aapka wo sim unlock Nhi Ho payega usake Liye Aapko apne Najadiki kisi Mobile shop par jakar duplicate sim le leni hai jo ki wahi same number ki rahega…….

Ager Aapki Problem Is sab tarike se solve Nhi Ho pa rahi hai to aap [email protected] par apni problem ko mail kar sakte hai yha se bhi aapko 24 hour me solution mil jayega


Jio puk code online Kaise Pata Karen?

Doston Jab Hamara sim card lock ho jata tab use kholne ke liye Hamen puk code ki avashyakta padati hai. Bina puk code ke Sim card unlock Nahin ho sakta hai.

Pahle Hamen Apne jio ke sim card ko unlock karne ke liye puk code Customer care ko call Karke pata karna padta tha.

Magar ham ab ise online Ghar Baithe hi jio ke adhikarik website par jakar pata kar sakte hain aur Hamen customer care ko call karne ki thi avashyakta Nahin Hai.

Ab Chaliye Ham aapko aage Jio puk code online step by step process ko batate Hain Jo niche nimnalikhit hai.

Step 1. Google search mein Hamen jio puk code likh kar search kar dena aur uske bad Ek adhikarik website Aaegi use per click kar dena hai.Ab aapke Samne Ek Naya interface khulkar a jaega.

Step 2. Ab Yahan per aapko jis mobile number ko on lock karna hai use enter karne ke liye Kaha jaega. 

Step 3. Aap Itni process complete karne ke bad aapko Aage ‘Proceed’ ka ek option Dikhai dega aur aapko is option per click kar dena hai.

Step 4. Ab aapke Samne Ek Naya page khulega aur aapko Yahan per ‘category’ chunne ke liye Kaha Jaega aur aapko category ka chunav kar lena hai. 

Step 5. Ab aapke Samne Ek Naya page khulega aur aap ko itne page mein teen naye Vikalp Dikhai Denge aur aapko inmein se apne anusar Vikalp ka Chayan karna hai.

Step 6. Aage Ki process main aapko Apne dwara Di Gai information ke according step ko follow karna hai aur ekadam last mein aapko ‘submit button’ per click kar dena hai.

Step 7. Ab aapane kabhi jab jio ka sim lene ke liye koi alternative SIM number diya hoga to aapko is agale page mein Apne dwara Diye Gaye alternative mobile number ko darj karna hai.

Step 8. Alternative mobile number darj karne ke bad aapke Usi number per Ek OTP aaega aur aapko use OTP ko verify kar lena hai.

Step 9. Itna karne ke bad aap adhikarik website par turant login Ho Jaate Hain.

Step 10. Ab aapke Samne Ek Naya page khul Jaega aur aapko Yahan per aapka jio puk  code Dikhai dene lagega.

Step 11. Itni process ko complete Karte he Aap apni lock sim ko Badi Hi aasani Se unlock kar sakte hain.

Conclusion :-

Dosto ummid hai ki aapko hamare dwara batai gyi janakri Pasand Aa rahi hogi Kripya Ise Apane Dosto me share kare .Ydi Aap logo ka kisi bhi tarah ka koi question hai tab aap comment karke jarur batai jisase ki hamko aapke sabalo se kuch sikhane ko mile or sudharne ka maukha mile -Hamari Hamesha ye hi kosisi Rahi hai ki aap sabhi logo ki madad kar saku -dhanybaad

FAQ:

Q: Jio ki SIM lock ho jane par Kya Karen?

Ans :- Sim ko unlock karne ke liye Hamen sabse pahle jio puk jaldi se code ki avashyakta Hogi.

Q: Puk code kitne digit ka hota hai?

Ans :- Puk code 8 digit ka hota hai.

Q: Kya Sabhi sim card Ke Piche p u k code Diya Gaya Hota Hai?

Ans :- Mujhe bilkul Nahin yah Kisi bhi sim Ke Piche mein  print Nahin Hota Hai.

Q: Kya ham jio p u k code ko online Patta kar sakte hain?

Ans :- Ji han bilkul aap online bh puki code find kar sakte hain.

Q: Jio PUK code online pata karne ki process kya hai?

Ans :-  iske liye artical ko end Tak read Karen.

17 thoughts on “Jio PUK code kaise khole -How To unlock jio puk code”

Leave a Comment