How to activate or Deactivate Call waiting service। for Android user

Aaj ke article main aap ko bataya gaya hai aap apne mobile me Kis Tarah Se call waiting service activate kar sakte hai ya phir deactivate kar sakte hain
call waiting Service mobile ka ek bahut accha feature hai isase Agar Hum Kisi bhi number par call kar rahe hain call karne ke dauran Koi dusri call AA Jati Hai usi number agar aap ke mobile par call waiting service activate hai to aap ke mobile par dusri screen par Dikhai Degi jis Se aap ko pata chal jayega aap ke number par koi call kar raha hai aur Agar aapki wo call important Hogi to aap first call ko hold par Karke waiting me aa rahi call ko receive kar sakte hain
chaliye Ab Janate ki kaise aap apne mobile mein call waiting service activate or deactivate kar sakte hain
Call waiting service aap 3 tarike se activate or deactivate kar sakte hain pehla Tarika Hai USSD code aur dusra Tarika Hai setting me jakar ke

USSD Code Activate Or deactivate Call waiting

1- call waiting activate karne ke liye aap ko Apne mobile dialler Mein Jaana Hai or dial karna hai *43# yeah dail karne ke baad aap ke number par call waiting ki service activate ho jayegi

2- agar aapko call waiting service deactivate karna hai to aap ko apne mobile Ke Dialer Mein ja kar ke dial karna hai #43# isase aapke number par call waiting ki service deactivate kar di Jayegi

3- agar aapko check karna hai ki aapke number par call waiting ki service activate hai ya deactivate *#43# dial karne par aap ko pata chal jayega activate and deactivate

Activate /Deactivate Call Waiting (setting)

1(A)-Setting me jakar ke call waiting ki service activate or deactivate karne ke liye apne mobile ke dialer Mein Jaana Hai kinare par aapko 3 door Dikhai Denge us par click Karke aap activate or deactivate kar sakte hain aap screenshot Mein dekh sakte hain yeh MI redmi ka mobile hai ka mobile hai

How to activate or Deactivate Call waiting service। for Android user

1(B) Setting me jakar ke Doosre Se call waiting service activate or deactivate karne ke liye setting Mein Jaane Ke Baad system Apps par click karege phir call settings pakri Karenge call settings per click Karenge to aapko option Milega call waiting yha se aap call waiting activate or deactivate kar sakte hain

How to activate or Deactivate Call waiting service। for Android user

2-Call waiting service activate deactivate karne ke liye dusra Tarika hai apne mobile ki setting Mein Jayegi setting me Jane Ke Baad option Milega aapko phone ka us par click karna hai usame ak option Dekhenge call waiting likha hua hoga us par click Karke call waiting activate deactivate kar sakte hain yeah Vivo mobile Hai jiska aap screenshot Dekh Rahe Hain

How to activate or Deactivate Call waiting service। for Android user

Agar aap ke mobile me Bataye tarike se service activate or deactivate nahi ho rahi hai

Active call waiting (App)

3 Tarika hai aap play Store mein jakar call waiting App enable App download karna hai (aap blue Dikhai de rahi is link par click Karke ki daal kar sakte hain) uske baad jab aap is application ko download kar lenge open karne ke baad activate call waiting par Tik Laga dijiye yha se aap setting bhi apply kar sakte hain call waiting service status check kar sakte hain

Dosto ummid hai ki aapko hamare dwara batai gyi janakri Pasand Aa rahi hogi Kripya Ise Apane Dosto me share kare .Ydi Aap logo ka kisi bhi tarah ka koi question hai tab aap comment karke jarur batai jisase ki hamko aapke sabalo se kuch sikhane ko mile or sudharne ka maukha mile -Hamari Hamesha ye hi kosisi Rahi hai ki aap sabhi logo ki madad kar saku -dhanybaad

1 thought on “How to activate or Deactivate Call waiting service। for Android user”

Leave a Comment